Saturday, July 19, 2008

zindgi ek jua

main chahe anchale khelta raha hun jua
zindgi ka jua
lagata raha hun daon par daon
kabhi jitata to kabhi harata raha hun
fir bhi ab tak nahin jan paya hun
ki kab kaun sa daon sidha padega
aur kaun sa daon ulta.